watermark logo

How to make Baked Egg - Food Fusion

379 Views
Admin
Admin
02 Jun 2016

Baked Eggs Recipe in Urdu
Ajza:
- Pyaz choti 1
- Tamatar 1
- Palak 8-10 leaves ya hasbe zaika
- Hari Pyaz hasbe zaika
- Hari Mirch hasbe zaika
- Olives hasbe zaika
- Anday 5-6
- Lal Mirch 1 Tablespoon
- Namak Hasbe Zaika
- Kali Mirch Hasbe Zaika
- Cheddar Cheese 5-6 slices
Bananay ka tareeka:
- Pyaz, tamatar, palak, hari pyaz or hari mirch ko chop karlen. Ab ek bowl main sari kati huee sabzian aur olives shamil kare.
- 5 se 6 anday shamil kar ke mix karlain.
- Namak, lal mirch or kali mirch shamil karen aur achi tarah se mix karen.
- Baking tray ko chand katray oil se grease karlen.
- Mixture ko us tray me daliye aur us k upar se cheese k slices aur 3 se 4 katay hue olives rakh dijiye.
- Oven ko 180 degrees C pe garam karlen.
- Phir tray ko oven me 20 - 25 minute bake kar len.
- Or ap k mazedar baked eggs minutes me tayar.
Tip: Is video main Baking tray Mini Loaf pan use kia gaya hai. Same recipe muffin ya cupcake tray main bake ki jasakti hai. Yaad rahe pan ko full nahi bharna hai 1 inch ki jaga khali rakhna hai.
Baked Eggs recipe in English
Ingredients:
- Onion small 1
- Tomato 1
- Spinach 8-10 leaves or to taste
- Green Onion To taste
- Green Chilies To taste
- Olives To taste
- Eggs 5-6
- Red Chili Powder 1 Tablespoon
- Salt To taste
- Black Pepper to taste
- Cheddar Cheese Slices 5-6

Show more

0 Comments Sort By

No comments found

Up next