Kya Khabar Kya Saza - Qari Waheed Zafar Qasmi
Lyircs: Kya khabar kya saza mujh ko milti
Mere Aqa (SAW) Ne Izzat Bachali
Farde Isiyan Meri mujh se Lekar
Kali Kamli Mein Apni Chupali
Woh Ata Par Ata Karne Wale
Aur Hum Bhi Nahin Talne Walay
Jaisi De-odhi hai Waise Bhikari
Jaisa Data Hai Waisay Sawali
Mein gada agar Kis Ke Dar Ka
Woh Jo Sultane-e-Kono Makan Hain
Yeh Ghulami Badi Mustanad Hai
Mere Sar Par Hai Taj-e-Bilali (RA)
Mein Madinay Se kya agaya hoon
zindagi jaisay bujh si ga'ee hai
Ghar ke andar faza sooni sooni
ghar ke bahar sama khali khali
Meri Umr-e-Rawan bas tehar ja
Ab Safar ki zaroorat nahin hai
Unke(SAW) Qadmon Mein Meri Jabeen
hai Aur Haton Mein Rozay Ki Jaali
Mein Faqat Naam Lewa Hoon Unka (SAW)
Unki (SAW) Touseef Mein Kya Karoon ga
Mein Na Iqbal Khusro Na Saadi
Mein Na Qudsi Na Jaami Na Haali
Hazrat Jibrail [Alayh Salam] once came to Prophet Muhammad صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم and said "Allah Almighty has given me the knowledge to count every leaf on earth, every fish in the sea, every star in the sky and every particle of sand on earth, but there's only one thing I cant count." Prophet Muhammad (PBUH) asked "What is it?", Jibrail(A.S) replied, "When one of Your (PBUH) )Ummati recites Durood or Salaams to You (PBUH), the blessings Allah Almighty showers upon him become impossible for me to count." SubhanAllah
Sayyiduna Abu Dardah ( Razi Allahu Ta'ala Anhu ) reported: the Holy Prophet (Sallal Laahu Alaihi Wasallam) said, "Whoever recites durood on Me in the morning
ten times and in the evening ten times, for him shall be My intercession on the day of Qiyamah."
"By Him in whose Hands My life is, none of you will have faith till he loves Me more than his father and children."
-- Prophet Muhammad (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم ), narrated by Abu Huraira (RaziAllahu Anhu)
Great website to find various Durood Sharifs in MP3:
http://www.islamicacademy.org/html/Dorood.htm
Some Simpe but rewarding Durood Sharifs
http://www.youtube.com/watch?v=lGfuQ_W02Xw
اللهم صلي وسلم علي سيدنا محمد
صلى الله على سيدنا محمد و على آله و صحبه أجمعين
-
Category
No comments found