watermark logo

Bajiya - A Fusion of lentils (Daal) by Food Fusion #Ramzan #Recipe

301 Views
Admin
Admin
21 Jun 2016

Bajiya Recipe in Urdu
Ajza:
- Moong Daal ½ Cup
- Hari Moong Daal ½ Cup
- Masoor Daal ½ Cup
- Chana Daal ½ Cup
- Mash Daal ½ Cup
- Salt to taste
- Zeera 1 Teaspoon
- Kuti hui Lal Mirch 1 ½ Teaspoon
- Dhania 1 ½ Teaspoon
- Baking Soda ½ Teaspoon
- Onion 1 Large
- Green Chili 4 Finely Chopped
- Dhania ½ Bunch

Chatni:
- Imli Paste ¼ Cup
- Chaat Masala ½ Teaspoon
- Cheeni 1 Teaspoon
- Water ¼ Cup

Bananay ka tareeka:
- Sab se pehle sb daalo ko pani se achi tarah dho lain or pani me raat ko bhigo den. kam se kam 5-6 ghantay bhigona zaroori hai.
- Banate wakt paani nikal den aur saari daalo ko grind karlain. hasbe zarorat pani shamil karen aur ek bowl main nikaal len.
- Chopper main pyaz, hara dhania aur hari mirch ko 10-15 second chop karain aur daal kea meze main shamil karlen.
- Ab namak, zeera, baking soda, kuti lal mirch, kuta hua dhania shamil karke achi tarah mix karlen.
- Frying pan me oil ko garam karain k video main diye gaye shape main fry karlen.

Imli ki chatni:

Aik bowl mai imli ka paste, chaat masala, cheeni or pani shamil kr k achi tara se mix krlain.

Show more

0 Comments Sort By

No comments found

Up next